Hello Dosto kaise ho aapka swagat Hai Hamari is new post par aaj main aap logo ko batane Wala Hoon What is CPM,CPC,CTR,CPA,RPM in Google adsense
What is CPM,CPC,CTR,CPA,RPM in Google adsense
What is CPM,CPC,CTR,CPA,RPM in Google adsense


Dosto Pichle article mein aap ne Pada hoga ki Google AdSense approval Kaise le aur Jo Mere new blogger Aana unhone Mere step ko follow karke AdSense ka approval liya hai lekin dosto AdSense mein bahut Sare feature Hote Hain jaise CPM,CPC,CTR,CPA,RPM dosto ke bare mein aaj sab kuch bataunga Maa aur yah kya kaam karte hain AdSense mein Yaha bhi bataunga aur apne liye Kitna important hai sab kuch Aaj Sata kal main main aap logo ko batane Wala Hoon



What is CPM,CPC,CTR,CPA,RPM in Google adsense


CPM 

CPM ka full form hoti hai ( cost per thousand ) jo aapka blog yehi YouTube video par Ads deta hai wo ads Dikhane wale uska CPM Puchte Hain ki iska CPM kitna hai aur dosto jaise ki Maan lo ki Google Ne Aap ki website par ads dikhana Chahte Hain tho Agar Mang le ki Google Ne Hamare ko 1000 Ads Diya Hai Agar Maan Lo ki 1000 logo ne ads Ko Dekha Hai tho Apne ko 1 dollar ki income Hogi CPM ka matlab yehi hota hai CPM Kaise work karta hai yaha Bhi Bata Diya maine aapko hai


CPC 

CPC ka matlab hota hai (cost par click) Agar Mannu Dosto Ki website par 1000 ads par click Aaya ho to aapko income hoti hai income aap ko country ke hisab Se Hoti Hai Agar Malwa aap high cpc ki keywords per article post karte ho tho aapko CPC Jyada milegi aur income Jyada Hogi CPC ka matlab main aap ko Bata Diya aur CPC Kaise kaam karta hai yaha Bhi Bata Diya


CTR

Dosto CTR ka matlab hota hai (click through rate) CPC CPM ko jodne Wali Ek khadi hai hil ke hisab Se Hamare Ko CTR Milta Hai
Agar Maan lo aap ki website par koi invalid click kar raha hai tu aapka CTR high hoga Agar Mano aapke Ek Din Mein AdSense Ka CTR 15% Se Jyada Chala Jata Hai tho aapke AdSense disapprove hone Ka Chance Ho Jata Hai iska matlab main Aap Ko Bata Diya aur kaise kaam karta hai yaha Bhi Bata Diya



CPA

CPA ka matlab hota hai (cost per Action) dosto Apne affiliate marketing ka naam Suna hoga aapne Dekha Hoga kai baar apni website par affiliate ke Ads Aate Hain Tum Mano Koi visitor use link par click karta hai tho link par click karne ka Paisa alag Milta Hai aur Jab sign up karta hai Uska paisa alag Milte Hain Agar Mano Koi use product ko purchase karta hai uska Paisa Lag Milta Hai Agar Mano Koi visitor alag alag action karta hai Uske hisab se Paisa Milta Hai Dosto main aapko iska matlab Bata Diya aur yah Kaise kaam karta hai yah Bhi Bata Diya



RPM

Dosto RPM ka full form hoti hai (revenue par thousand impression) Dosto Hamare ko Google Ne Paisa Diya tho uska RPM kitna hai RPM CPC Aur CPM  ko milakar Hota Hai Agar Man lo ki Google Ne Hamari website par 1000 ads dikhaya use per click mila 600 tho uska paisa 50% Google Rakhta hai aur 50% owner Rakhta hai Yeh Hota Hai RPM ka matlab aur kaise kaam karta hai yehi bata Diya



Ummeed karta hun doston aap ko pata chal gaya hoga What is CPM,CPC,CTR,CPA,RPM in Google adsense Agar dosto aapka koi Sawal Hota Mein comment Karke Bataye hum aapki Puri help Karenge


Agar Dosto aapko Hamara yehi article Pasand Aaya ho toh ise social networking par jaru share kare