Hello dosto aapka swagat Hamari is website par aur aaj main aap logo ko bataunga Blogger Mein downloading button Kaise add kare
Blogger Mein downloading button Kaise add Kare
Blogger Mein downloading button Kaise add Kare

Dosto bahut Sare log mere paas comment kar rahe the ki maliram bhai Hamein blogger par downloading button Lagana Nahi Aata aap Iske bare mein article likho Tu dosto tension lene ki jarurat nahi hai Dosto aaj main aap logo ko Yahi bataunga


Dosto Aksar kya hota hai ki aap kisi ki website visit karte ho to aap Kisi Ki post ko open karte ho to use par downloading ka button Dikhai deta hoga aur aap bhi aise sochte Hain ki downloading button Kaise Lagaye to dosto main aapko kuch step bataunga agar aap unko follow Karoge To aap aap apni blogger website par downloading button add kar sakte hain


Step 1. Sabse pahle aap ko ek downloading ki image download karni hai jo copyright nehi Ho

Step 2. Dosto phir aapko Jis bhi post mein downloading ka button Lagana chahte ho is post ko open kare aur downloading ki image ko select Kare niche aap screenshot Mein dekh sakte hain

Step 3. Phir aapko downloading ki image ko ek baar press karna hai phir aap ko link par click karna hai


Step 4. Phir aapko Jis bhi chij ko downloading karna chahte uska URL paste Kare phir ok par click Kare niche aap screenshot Mein dekh sakte hain


Umeed karta hun dosto aap ko pata chal gaya hoga blogger Mein downloading button Kaise add Kare

Agar Dosto aapko Phir Bhi Koi dikkat Aati Hai to aap hame comment Karke puch sakte hain hum aapki Puri help Karenge

Agar dost aap ko Mara Hai article Pasand Aaya Hai tho is social networking par share Kare