Hello friends aaj main aap Logo Ko batane wala hu ki Image Optimisation kaise kare
Image Optimisation kaise kare
Image Optimisation kaise kare


Dosto aajkal ke Jamane mein bahut Sare blogger Ho Gaye aur competition bhi bahut Adhik Ho Gaya jaise mari blog ki image Google per rank nahi karti aur Hamen kam traffic Milta Hai lekin main apni Sabhi image ko Google ke first page per Rank kar rahi hai Main Kaise Kiya aaj main aap Logo Ko pura batane wala hun aur Main main aapko yah bata ki image Optimisation karna bahut Jaruri Hota Hai Agar aapki image Google ke first page per rink kar rahi hai to aapko traffic bhi bahut Adhik mil raha hoga


Agar dosto aapko Janna hai ki image Optimisation kaise kare to is article ko pura read Kare aur acche se read Kare Taki aapke samajh mein Jaaye hai


Image Optimisation kaise kare

  • Sabse pahle aapko Jo image Banai hai uska rename Apne title ke anusar likhe 
  • Image keyword research Kare

Blogger Par image Optimisation kaise kare 

step 1. sabse pahle aapko apna image ka rename change Kare Jo apane title likha whi image ka rename Hona chahie

step 2. phir aapko apni image per ek baar click karna hai aur Add Caption par click karna hain niche screenshot dekh sakte hain
  • Ismein aapko Apna title hai type karna hai
  • Aur save per click karna hai 

step 3. Phir aapko properties per click karna hai niche aap screenshot Mein dekh sakte hain
  • Phir aapko apna title ko type karna hai
  • Aur save Jaru Kare 
          Niche image Mein dekh sakte hain



Dosto main bhi is Prakar ki tips ko follow karke apni image ko Optimisation Kiya aur aaj meri image Google ke first page par rank kar rahi hai 


Ummid karta hun dosto main jo Jankari bataiye wahi aapko bahut jyada Pasand Hogi ager aapko koi problem Aati Hai To Main comment Karke bataen


aapko Hamare artical ko social media per share Kar sakta hain Thanksyou..